s

  • Shehar-e-Tamanna Taiba Mein Lyrics

    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

    Shehar e Tamanna Taiba Mein Aaya Alhamdulillah Alhamdulillah,
    Meray Khuda nay din yeh dikhaya, Alhamdulillah Alhamdulillah.

    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

    Apnay karam say bulwaliya hai, shehr e mohabbat dikhla diya hai
    Mujh per huwa hai rehmat ka saya, alhamdullah alhamdullah.

    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

    Ankhein hein darya, dil hai sumander, tufaan berpa hai meray under
    Rozay kay manzar nay bay had rulaya, alhumdillah alhumdillah.

    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

    Ghar ghar hai jaisay barkha barasti, sansoon mein sandal ki khushboo mehakti
    Kaisi pronak masjid mein aaya, alhumdullilah alhumdullilah.

    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

    Daman mein meray ab kiya kami hai, sheray Nabi phir shehray Nabi hai
    Aakar Madinay mein subh kuch hi paya, alhamdillah alhamdillah.

    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

    Jiska tasawur tha nakshay khayali, Woh samnay hai rozay ki jali,
    Mera muqadar Rab nay jagaya, alhamdulila alhamdulila.

    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

    Masjid mein unki dogana parh ker, Allahu Akbar meinay ujagar
    Zokay ibadat dil mein basaya, alhamdulillaah alhamdulillaah.

    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
    Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

    Hamd Information

    Recited By: Mohammad Tahir Qadri
    Album: Aao Sab Nabi Nabi Karein
    Hamd: Shehar-e-Tamanna Taiba Mein
    Editted By: Shehzad Qureshi
    Directed By: Khalil Warsi
    Special Thanks to FRS & QTV PAKISTAN

  • Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics

    Sartaba qadam hai tanay, Sultan e Zaman phool
    Lab phool dahan phool zatan, phool badan phool

    Tinka bhi hamarey, hilaye nahin hilta
    Tum chaho to ho jaye abhi, kohay mehan phool.

    Sadqay mein teray baag to, kiya laye hain maan phool
    Eis ghuncha e dil ko bhi to, imaanhoon kay ban phool

    Chorus

    Wallah Jo Mil Jaaye Mere Gul Ka Paseena
    Maange Na Kabhi Itar Na, Phir Chahe Dulhan Phool.

    Chorus

    Dil apna bhi shadai hai, us naakhunay-pa ka
    Itna bhi maheno-pay na, Ae charkhay kohan phool.

    Chorus

    Kiya baat Raza us chamanistan e karam ki,
    Zahra hai kali jis mein Hussain aur Hassan phool.

    Chorus

    Sarrtaba kadam hai tanay, sultan e Zaman phool
    Lab phool dahan phool zatan, phool badan phool

    Naat Lyrics & Video Information

    Naat Khawan: Hafiz Mohammad Tahir Qadri
    Naat: Sar Ta Ba Qadam
    Audio: Royal Records
    D.O.P: Tehzin Ahmed
    Post: 3Knots
    Edit: Gohar Hayat
    Director: Imran Hayat

  • Suno Aye Momino Chalo Namaz Parhein Lyrics

    Hayya ‘ala-salatt, Hayya ‘alas-salāt…..

    Suno aie momino, chalo namaz parhein
    Suno aie momino, chalo namaz parhein.

    Namaz husn e bandgi, namaz to namaz hai
    Namaz husn e bandagi, namaz to namaz hai
    Khuda ki iss mein hai khushi, namaz to namaz hai.

    Namaz say yeh mat kaho, mujhay bohat say kaam hain
    Namaz say yeh maat kaho, mujhe buhat say kam hain
    Kaho to kaam say yehi, namaz to namaz hai.

    Mosibatain na bandishain na rizk ki rukawatein
    Mosibatein na bandishein na rizq ki rokawatein
    Hai mushkaloon ka hal yehi, namaz to namaz hai.

    Tu parh namaz qabl ke teri aada namaz ho
    Tu parh namaz qabl kay teri aada namaz ho
    Guzar na jaye yeh zindagi, namaz to namaz hai.

    Namaz e panjgana tum parho ujagr e hazeen
    Namaz e panjgana tum parho ujagr e hazeen
    Karo youn Rab ki bandgi, namaz to namaz hai

    Suno aie momino, chalo namaz parhein
    Suno aie momino, chalo namaz parhein.

  • Sagri Rain Tarapty Guzri Lyrics

    Sagree rein taraptay gujree unko koi bulwao ree
    Preet nibhana bohot kattan hey dil ko jara sam jao ree

    Rang rangeela chel chabeela kiya kiya ghun tum gao ree
    Diyan rahe bas man mohan ka aesee jot jagao ree

    Rajee karlo ab sajjan ko paachay sab pachtao ree
    Us ka daman kaboo na chootay saara jagat tukrao ree

    Chandar muk aur madbhar nainan hamray man main samao ree
    Prem ka madwa aesa pila do sud bud sab lay jao ree

    Kab tak sharm-o-haya kay bandan un kay charan par jao ree
    Bintee karoon sadkay ho jaoon ab to yeheen reh jao ree

    Peetam kee pehchan ho in ko preet kee reet batao ree
    Pehley kisee sey peet karo tum pir iljaam lagao ree

    Koi naheen hey us kay jesa hey to jara batlao ree
    Us kee dhun rak us kee ho ja jaan kee shan be pao ree

    Mein peetam kee peetam mora gher na dil main jamao ree
    Chahay bigaray chahay sudharay hosh na man ka lao ree

    Bohot dinan baad aya baalam khoob ab moj manao ree
    Chaltay pirtay bet tay utt tay peet kay gee tam gao ree

    Choro roohee jag kay jagray us main goom ho jao ree
    Aesee banotta kar kee dhun main saree dhun ko jao ree

    Naat Information:

    Artist: Milad Raza Qadri
    Album: Amma Nee Amma

  • Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics

    Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
    Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
    Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Aie shafi e ummam, muhtaram muhtasham,
    Sheh e bala o naam, roshani e haram
    Tere zere qadam, arsh o kuri qalam
    Ik nigah e karam, bey sahara hain hum
    Ab nahin tab e gham, ho gayi aankh naam
    Ik nigahe aata, ik nigah e aata.

    Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
    Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Yeh zameen aasman, masnad e qudsiyaan,
    Roshni kehkashan, rang o boo gulsitan,
    Rehmat e inso jaan, zeenat e do jahan,
    Rahat e aashiqaan, baisay e kulfiqan,
    Zindagi ka nishaan, hai tera aasitaan,
    Malik e do sara, ek nigahe aata.
    Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
    Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Hai teri ibtida, sidra tul muntaha,
    Aur teri intaha, sirf janay Khuda,
    Tere dar ke gada, do jahan say siwa,
    Tu jisay mil gaya, woh Khuda say mila,
    Ik nazar rab shaha, ho idhar bhi zara,
    Chahatay hain gada, ek nigah e aata.
    Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
    Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Khatam ho fasla, dar pay apne bula,
    Hijr ka honsla, aur kahan main bhala,
    Noor e Rab ul Ula, hai ajab marhala,
    Waqat e Karbobala, hai mera kafila,
    Hai karam warmala, bakhsh unko jila,
    Dil ko kar aaina, ik nigha e aata.
    Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
    Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
    Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
    Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…

  • Mittho Naalo Muhammad Jo Lyrics

    Sabda lanaseeb jiya x2
    Jehke ghurahe madani uha marzi habeeb jiya

    Mitho naalo mohammad jo athanr saa dil thari di pay x2
    Salawato huna matauhar hara pararh sa dil thari di pay x2

    Madeene mulk aa mithre khe, umee je ke sajanr aaya x2
    Chawan sa wahan jo manzar aa x2 nisanr dil thari di pay

    Mitho naalo mohammad jo athanr saa dil thari di pay x2

    Saharo be saharan jo mitho mursal parho aahe x2
    Mubarak un je hathran ke chumar sa dil thari di pay

    Mitho naalo mohammad jo athanr saa dil thari di pay x2

    Mohammad naa o ahro aaa ay jo matlab ta gehro aa x2
    Sujaato je ke bas rab aa x2 chawan sa dil thari di pe

    Mitho naalo mohammad jo athanr saa dil thari di pay x2

    Khuda ka baagh aa ezaat main aahe arbi utum maala x2
    Uhe alfaaz jan aa do x2 chawanr sa dil thari di pe

    Mitho naalo mohammad jo athanr saa dil thari di pay x2

    Muhammad di mohabbat main hayati hi bane guzri x2
    Inhaiye sa isch asghar che x2 rakhanr sa dil thari di pe

    Mitho naalo mohammad jo athanr saa dil thari di pay x2
    Salawato huna matauhar hara pararh sa dil thari di pay x2

    Naat Information:

    Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
    Album: Aa Gaye Sarkar
    Producer: Muhammad Ali Qadri
    Release: M.F. Stereo
    Lyrics Submitted By: Nadia

  • Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics

    Syed Ne Karbala Mein Waadhe Nibha Diye Hai,
    Deen E Muhammadiee Ke Gulshan Kilya Diye Hai.

    Bole Hussain Maula, Teri Raza Ki Khaatir,
    Ikh Ikh Kar Ke Maine Heereh Luta Diye Hai.

    Deen-E-Nabi Pe Waari, Akbar Ne Bhi Jawaani,
    Abbas Ne Bhi Apne Bazoo Kata Diye.
    Zainab Ke Baag Mein Bhi Do Pool Teh Mehkhateh,
    Zainab Ne Wo Bhi Donoh Raah-E-Khuda Diye Hai

    Zahra Ke Naaz Paaleh, Jooloh Pe Soneh Wale,
    Karbala Ki Haak Mein Wo Heereh Luta Gaye Hai.

    Bakhshish Hai Unki Laazim, Syed Ke Gham Mein Hafiz.

    Do Chaar Ansoo Roh Kar Jisne Baha Diye Hai.

    Syed Ne Karbala Mein Waadhe Nibha Diye Hai,
    Deen-E-Muhammadi Ke Gulshan Kilya Diye Hai.

    Naat Information
    Type: Manqabat
    Na’at Reciter: Abdul Rauf Rufi

    Naat Khawan: Abdul Rauf Rufi
    [audio:http://www.ufdpoint.com/naats/Abdur%20Rauf%20Rufi/SYED%20NE%20KARBALA%20MAIN-www.UFDpoint.COM.mp3|autostart=no] download naat

  • Shuker Hei Tera Khudaaya Lyrics

    Shukar Hai Tera khudaya, mein to is qabil na tha
    Shuker hei tera khudaaya, main tu iss kabil naa tha,

    Tunay apnay ghar bulaya, mein to is qabil na tha
    Tuney apney gher bulaya, main tu iss kabil naa tha.

    Bha gaya meri zubaan ko zikr e Allah, Allah ka
    Yeh sabaq kis nay parhaya, mein to is qabil na tha.

    Khas apnay dar ka rakha, tuney aie moula mujhay
    Youn nahi dar der phiraya, mein to is qabil na tha.

    Meri kotai kay teri, yaad say ghafil raha
    Per nahin tunay bhulaya, mein to is qabil na tha.

    Shukar Hai Tera khudaya, mein to is qabil na tha….

    Teri rehmat teri shafqat, say huwa mujhko naseeb
    Gumbad e khazra ka saaya, mein to is qabil na tha.

    Bargaye syed e konain mein aa ker nafees,
    Sochta hoon kaisay aaya main to is qabil na tha.

    Tunay apnay ghar bulaya, mein to is qabil na tha….

    The Naat Information:

    Recited By: Hafiz Ahsan
    Video By: Noor Tv

  • Maula Ya Salli Wa Sallim Lyrics & Translation | Qasida Burdah Shreef Lyrics

    Sallallahu alaihi wasallam
    Sallallahu alayhi wasallam
    Sallallaahu alayhi wasallam
    Sallallahu aleyhi vesellem.

    Mawlaya Salli Wassalim da-Iman Abadan, Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kullimi.

    Mawlaya Salli Wassalim da-Iman Abadan
    Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kullimi
    O my Lord send peace and blessings upon your Beloved (PBUH)
    The best of all creations.

    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu alayhi wasallam
    Sallallaahu alayhi wasallam.

    Da-aa illallahi fal-mustamsikuna bihi, Mustamsykuna bihablin ghairi munfasam.
    Da-aa illallahi fal-mustamsikuna bihi
    Mustamsykuna bihablin ghairi munfasam.
    He called (people) towards Allah, so those who cling to him.
    Clinging to a rope which will never snap.

    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu alayhi wasallam
    Sallallaahu alayhi wasallam.

    Muhammadun Sayyidul Kawnayni Wa-Thaqalain, Wal-Fareeqaini Min Urbin Wa Min-Ajami.
    Muhammadun Sayyidul Kawnayni Wa-Thaqalain
    Wal-Fareeqaini Min Urbin Wa Min-Ajami.
    Muhammad ( Sallallahu Alayhi Wasallam) is the leader of both worlds and both creations (man and jinn).
    And of both groups, Arabs and non Arabs.

    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu alayhi wasallam
    Sallallaahu alayhi wasallam.

    Thummar Rida An Abi Bakriw Wa An Umarin, Wa An Aliyyiw Wa An Usmana Zil Karami.
    Thummar Rida An Abi Bakriw Wa An Umarin
    Wa An Aliyyiw Wa An Usmana Zil Karami
    (Then) be pleased with Abu-bakr and Omar (Radiyallahu Anhuma).
    And Ali and Uthman (Radiyallahu Anhuma), the people of nobility.

    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu alayhi wasallam
    Sallallaahu alayhi wasallam.

    Ya Rabbe Bil Mustafa Ballig Maqasedna, Wag Fir Lana Ma Madaya Wase Al Karami.
    Ya Rabbe Bil Mustafa Ballig Maqasedna
    Wag Fir Lana Ma Madaya Wase Al Karami
    O my creator, O Allah. Fulfill our aims in life Allah
    Forgive our sins, Ya Allah. O Allah the most gracious.

    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu aleyhi vesellem
    Sallallahu alayhi wasallam
    Sallallaahu alayhi wasallam.

    Mawlaya Salli Wassalim da-Iman Abadan, Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kullimi
    Mawlaya Salli Wassalim da-Iman Abadan
    Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kullimi
    O my Lord send peace and blessings upon your Beloved (PBUH)
    The best of all creations.