Hafiz Ahsan Amin Lyrics

  • Shuker Hei Tera Khudaaya Lyrics

    Shukar Hai Tera khudaya, mein to is qabil na tha
    Shuker hei tera khudaaya, main tu iss kabil naa tha,

    Tunay apnay ghar bulaya, mein to is qabil na tha
    Tuney apney gher bulaya, main tu iss kabil naa tha.

    Bha gaya meri zubaan ko zikr e Allah, Allah ka
    Yeh sabaq kis nay parhaya, mein to is qabil na tha.

    Khas apnay dar ka rakha, tuney aie moula mujhay
    Youn nahi dar der phiraya, mein to is qabil na tha.

    Meri kotai kay teri, yaad say ghafil raha
    Per nahin tunay bhulaya, mein to is qabil na tha.

    Shukar Hai Tera khudaya, mein to is qabil na tha….

    Teri rehmat teri shafqat, say huwa mujhko naseeb
    Gumbad e khazra ka saaya, mein to is qabil na tha.

    Bargaye syed e konain mein aa ker nafees,
    Sochta hoon kaisay aaya main to is qabil na tha.

    Tunay apnay ghar bulaya, mein to is qabil na tha….

    The Naat Information:

    Recited By: Hafiz Ahsan
    Video By: Noor Tv

  • Main Naukar Houn Shah-e-Madina Ka sunlo Lyrics

    Main naukar hoo Shah e Madina ka sunlo,
    Mujhay shahen-shahi ki chahat nahin hai,
    Jo dolat milli hai, mujhay aakay dekho,
    Ki ko muyasar yeh dolat nahin hai.

    Main Naukar Houn Shah-e-Madina Ka sunlo..

    Gheroon kay dar say mein kyon ja kay mangoon,
    wahan ja kay kyun mein yeh daman bechayoon,
    Mera Mustafa nay bhara aisa daman,
    Kay ab mangnay ki zarurat nahin hai.

    Mein naukar houn Shah e Madina Ka sunlo..

    Woh dubay huey shams (sun) ko more dena,
    Woh ungli utha ker qamar (moon) tor dena,
    Baray huqmaran hum nay dekhay hein lekin,
    Kisi nay bhi ki youn hakumat nahin hai.

    Main naukar hoo Shah-e-Madina ka sunlo…

    Aur hashar mein jo dekha, rukhey Mustafa ko,
    Qasam hai mujhay meray Maula ki yaaro,
    Yousaf kay lab par yehi baat aayi,
    Kay haseen koi surat nahin hai.

    Haq kay liye sara kumba lutana,
    Woh neizay pay charh kay Quran sunana,
    Tilawaat hazaroon nay ki hai magar haan,
    Kisi nay bhi ki youn talawat nahin hai.

    Main nookar ho Shahe Madina ka sunlo…

    The Naat Information:

    Recited By: Hafiz Ahsan
    Video By: Noor Tv

  • Lajan Walariya Sadi Laj Nibha Jaween Lyrics

    Allahumma salli ‘ala sayedina wa moula na Muhammadin
    Allahuma salle ala sayed na wa moulana Muhammadin
    Hasrat e naz kare, aur youn mera arman nikle
    Lab pay ho salle ala aur meri jaan niklay.
    Dil yaad laye banaya aie, tareef laye zubaan
    Akhiyaan banaiyan sohnay nay deedar wastay.
    Allahumma salli ‘ala sayedina wa moula na Muhammadin
    Allahuma salle ala sayed na wa moulana Muhammadin
    O khair karam wala, sadi jholi pa jawin
    Lajan walariya sadi laj nibha jaween

    Hijr judaiyaan wich, houn mudtaan ho gayiyaan
    Tak tak rah tera, houn akhiyaan roh paiyaan
    Ainan rondiyaan nainan noun, deedar kara jaween
    Lajan walariya sadi laj nibha jaween…
    Tay thokaran kha baithay, sara jug azma baithay
    Digday tainday houn teray dar tay aa baitay
    Ainan kojayan kamliyaan noun, seenay toun laga jaween
    Lajan walariya sadi laj nibha jaween…
    Raat andheri aie, chuli ghum di andheri aie
    Dhel deti kashti, assan naam tay teri aie
    Zahra day baba, houn par laga jaween
    Lajan walariya sadi laj nibha jaween…

  • Kamli Wale Deh Darbar Di Gal Kariye Lyrics

    Kamli walay day darbar di gal kariye
    Ban jaye gal sadi, Sarkar di gal kariye.

    Raat Mairaj wali, Rabb arsh sajaya si,
    Kol bula kay tay, sohnay Rubb farmaya see
    Nairay aa sohnaya, ajj pyaar di gal kariye
    Ban jaye gal sadi, Sarkar di gal kariye.

    Apnay khaliq noun, apnay malik noun
    Sohnay aakhiya see, phir apnay razik noun
    Pehlay har gal toun, gunhagar di gal kariye
    Ban jaye gal sadi, Sarkar di gal kariye.

    Ais jahan ander, pawein oss jahan under
    Galan houn jidiyaan saray Qur’an ander
    Aawoh Allah day uss yaar di gal kariye
    Ban jaye gal sadi, Sarkar di gal kariye.

    Jis day ghar warga, nahin jag tay ghar koi
    Aaqa day dar wargah, nahin jag tay dar koi
    Sabir Chisti, Sabir Chisti yaar, uss ghar bar di gal kariye
    Ban jaye gal sadi, Sarkar di gal kariye.

    Naat Lyrics & Video Information

    Naat Khwaan: Hafiz Ahsan Amin
    Producer and Director: Mukhtar ul Mustafa
    Presentation By: Mishal Media UK