w

  • Who Is The Loved One Lyrics

    Who is the Loved One? Allah
    Who is Ar-Rahman? Allah
    Who is al-Mannan?

    Chorus:
    La ilaha illa Allah
    Muhammadun Rasulu Allah,
    Muhammad is the Messenger
    To Allah is our return
    [ La illaha illa Allah
    Muhammadun Rasulu Allah ] x2
    Allah, Allah; Allah; Allah;
    Allahu Akbar x8

    All praise is due to
    The One and the Only
    He is the Master
    Of all creation x2

    He’s the Sustainer
    And the Maintainer
    Of the whole universe.

    [ Chorus ]

    Urdu Language:
    Boltay hain sang rezay, app kay isharay say
    Dekhay hein shajar chaltay, app key isharey say x2

    [ Chorus ]

    Urdu Language:
    Moujazt e shaki hai, dur dur tak shohrat
    Chand ho gaya tukray, app kay isharay say x2
    English Language:
    Who is the Loved One? Allah
    Who is al Basir? Allah
    Who is al Khabir?

    [ Chorus ]

    App ko Khuda nay dein kunjiyaan khazanoon ki,
    faiz sab ko milta hai, app kay isharay say. x2

    [ Chorus ]

    Urdu Language:
    Tishnagi mitanay ko, narm narm hathoon say
    Jari ho gaye chashmay, app kay isharay say
    English Language:
    Who is the Loved One? Allah
    Who is al Satar? Allah
    Who is al Ghafar?

    [ Chorus ]

    Suye khuld jaye ga, dekhna ujagar bhi
    App ki shafa’at say, app kay isharay say.

    [ Chorus ]

    Hamd Information

    Languages: Arabic, English and Urdu
    Recited By: Mohammad Tahir Qadri
    Album: Milad Ka Mausam Aaya Hai
    Hamd: Who Is The Love One
    Director: M. Shakeel Memon
    Editting By: Irfan Karim Momin

  • Wohi Sab Say Meeti Zubaan Hai Lyrics

    Chorus:
    Wohi Sab Say Meeti Zubaan Hai,
    Jo meray Nabi ki sana karey.
    Rahey jis mein yaad Hazoor ki,
    Mera Rab woh dil bhi aata karey.

    Jo maza hai Zikr-e-Habib mein,
    Hai kisi, kisi kay naseeb mein.
    Wohi ranj-o-gham say bacha rahey, Jo Nabi ko yaad kiya karey.

    Chorus

    Milay hum ko aisay kareem hain,
    Jo azeem say bhi azeem hain.
    Woh jo dushmanoon kay liye bhi Aman-o-sakoon ki, dua karay.

    Chorus

    Mera sukh Madina Paak mein hazari,
    Mera dukh Madina Paak say wapasi.
    Jo wahan chalo to dua karo, Na wahan say Allah juda kary.

    Chorus

    Menay App ka naam, jahan liya,
    Huwa mujh pay sara jahan fida.
    Yeh zahoor banda-e-pur khata, bhala kaisay shukar aata karay.

    Naat Information

    Recited By: Sahibzada Muhammad Hassan Haseeb-ur-Rehman Sajjada Nasheen Darbar Alia Muhammadia Eid Gah Sharif