r

  • Rab Farmaya Mehbooba

    Rab Farmaya mehbooba zamanain sarey terey nain
    O arhsee wee o farshee wee deewane sarey terey nain

    Mein khaliq saree dunya da tu malik saree dunya da
    Kissay mangtay noon na moreen khazane sarey terey nain

    Azan howay namaz howay durood howay salaam howay
    Jo goonjan har taraf sajjna taranain sarey terey nain

    Mein shah rag ton wee akrab haan tu jaanan ton wee hey nayray
    Jo dil main seenian andar tikanain sarey terey nain

    Terey kabzaych dey Chadian o taqdeeran o tadbeeran
    Sitaray chan tey saiyaray nishanain sarey terey nain

    Ameeran naal kar lenda mohobat har koi nasir
    Ghareeban naal mehbooba yaranain sarey terey nain

    Nasheed Information:
    Artist: Milad Raza Qadri
    Album: Tere Hotay Janam Liya Hota
    Produced: Oriental Star Agencies Ltd

  • Rab Farmaya Mehbooba Lyrics

  • Rab Nain Diya Hai Unko Lyrics

    Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
    Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

    Yih khawaab main nay deka, taiba ka kaafila hai
    Aur naat parte parte main uss main jaa raha hoon

    Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
    Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

    Farzaangi ki hadd tak, diwaana ho gaya hoon
    Main unki naat keh kar, masti main jhoomta hoon

    Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
    Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

    Deykho mera tassw’wur, rouzey key saamney hoon
    Dil naat par raha hai, main chup kharaa hua hoon

    Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
    Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

    Nazr-e-karam huee jab, aqa ney jub bulaya
    Uss dam yehi kahoon ga, aqa main aaraha hoon

    Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
    Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

    Apney ghulaam ka wo, mujh ko ghulaam rakh ley
    Main chup kharaa hua hoon, aur mahv-e iltija hoon

    Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
    Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

    Jannat khuda na deyga, jab tak na wo kahey gey
    Rub kee raza hain aaqa, main itna jaanta hoon
    Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
    Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

    Un sey hai meri nisbat, ab aur chahiyeh kiya
    Merey wuhi hain sub kuch, main un ka ho chukka hoon

    Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
    Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

    Un sey miley hain saarey, alfaaz merey kab hain
    Main un sey naat leykar, duniya mey baant’ta hoon

    Mar jaon Abidi jub main naat parte parte
    Tum sab yakin karna imaan par mara hoon

    Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
    Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon.

    Naat Information:

    Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
    Album: Aa Gaye Sarkar
    Producer: Muhammad Ali Qadri
    Release: M.F. Stereo

  • Ramzan Assalam | Ramzan Asalam | Mehmaan Ramadan Lyrics

    Assalam, Asalam, Asalaam, Aasalam
    Air remat e azeem kay mehman assalam
    Quran kay nazool kay saman asalam,
    Ramzan Assalam, Aie Ramzan Asalam.
    Anwar e mustafa ka ujala liye huey
    Humday khuda ka saath hawala liye huway.
    Tu aagaya hai aie mah e zeshaan assalam.
    Ramadan Assalam, Aie Ramazan Asalam.
    Kyun na tujhay salaam karein arsh ore zameen
    Teray sabab say sajdoon main jhuknay lagein jabeen

    Juzdaan mein rahay nahin Quran assalam
    Ramadaan Assalam, Aie Ramdan Asalam.
    Punjgana ho namaz kay har jo zakat ho
    Hum sab rajoh kerat hain rehman ki taraf
    Lekin karam ki had hai yeh Rab e Kareem ki
    Ramzan chal kay aata hai insaan ki taraf
    Phir masjidoon main ronakein aabad ho gayein
    Bholi hoyi aabadatein phir yaad ho gayein
    Hum per bara hai tera yeh ehsan asalam
    Ramaadan Assalam, Aie Ramazan Asalam.
    Sad shuker teray saath hai, pegham e eid bhi
    Yani kay teray baad hai rozay saeed bhi
    Kehtay hai tujh ko Aamir or Rehan asaalam
    Ramadan Assalam, Aie Ramzan Asalam.

  • Rehman Rehman Rehman Hai Ramzan Lyrics

    Aayat ki rimjhim mein, Quran ki tilawat hai
    Konain ki har eik shye, masroof e ibadat hai
    Kerti hai fiza ailan
    Ramzan ramzan ramzan hai rehman, rehman rehman rehman hai ramzan
    Mehrab say, mimber say, barkha hai duroodoon ki
    Tasbeeh e Khuda lab per jari hai Rasuloon ki
    Shakhoon pay parinday bhi, daryaoon ki mojain bhi
    Sajday mein jhuka ke sar, mahtab ki aankhein bhi
    Kehti hai Ya subhan, Ramzan ramzan ramzan hai rehman
    Iman iman iman hai ramzan

    Iftar bhi rehmat hai, sehri hai manosalwa
    Iss tarha karein gay hum ab shukr aada Rab ka
    Iss mah e mubarak mein, Quran ki aamad hai
    Quran Khuda ka hai, ya naat e Muhammad hai
    Ker shukr e Khuda insaan, Ramzan ramzan ramzan hai rehman
    Mehman hai ramzan, Iman iman iman hai ramzan

  • Ramadan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics

    Ramzan Hai Allah ki qurbat ka mahina
    Jismani o rohani ibadat ka mahina.

    Ramzan, Ramzan, Ramadan, Ramdan, Ramdhan

    Ramzan hai Islam ki azmat ki nishani
    Ramzan hai Allah ki qurbat ki nishani
    Rozay ka silah deta hai khud Khaliq e Akbar
    Sa’im kay liye roza hai jannat ki nishani

    Ramadan Hai Allah ki qurbat ka mahena
    Ramadan, Ramzan, Ramazan, Ramadhan, Ramdan, Ramadaan.

    Ho jata hai Shitan bhi paband e salasil
    Hai jurm o khata say yeh bara’at ki nishani
    Ik khas sila milta hai har achay amal ka
    Yeh mah hai Rehman ki rehmat ki nishani.

    Ramadan Hai Allah ki qurbat ka maheena
    Ramadan, Ramzan, Ramazan, Ramadhan, Ramdan, Ramadaan.

    Ik raat kay hai barah mahinoon say bhi afzal
    Yani hai Shab e Qadr bhi azmat ki nishani
    Ho jati hai paida dil e Muslim mein akhuwat
    Ramzan to hai mehr o muhabbat ki nishani.

    Ramzan Hai Allah ki qurbat ka maheena
    Ramadan, Ramzan, Ramazan, Ramadhan, Ramdan, Ramadaan