Owais Raza Qadri Lyrics

  • An Nabi Salu Alay Lyrics

    Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
    Ya Habeeballah Ya Habeeballah

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih
    Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

    An Nabi Ya Halireen, Iilamoo Ilmal Yaqeen
    Anna Rabbal Aalameen, Wa Rala Salla Alaih.

    Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah x2

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
    Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

    Kaabe Ke Badrud Duja, Tum Pay Karodon Durood,
    Tayba Ke Shamsud Duha, Tum Pe Karodon Durood,
    Shafiye Roze Jaza, Tum Pe Karodon Durood
    Dafiye Jumla Bala, Tum Pe Karodon Durood.

    Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
    Ya Habeeballah Ya Habeeballah

    An Nabi Ya Man Halar, An Nabi Khairul Bashar
    Man Lahu Shaqqul Qamar, Wa Nazil Sallim Alaih.

    Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah x2

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih
    Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

    Dil Karo Thandha Mera Wo, Kafe Pa Chaand Sa,
    Seene Pe Rakdho Zara, Tum Pe Karodon Durood
    Zaat Hui Intikhab, Wasf Hue La Jawab
    Naam Hua Mustafa, Tum Pe Karodon Durood.

    Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
    Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

    An Nabi Dhakal Uroos, Dhikruhu Yuhyin Nufoos,
    An Nasaara Wal Majoos, Aslamoo Ala Yadaih.

    Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah x2

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih
    Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

    Be Hunar Be Tameez, Kiske Hue Hain Azeez
    Ik Tumare Siwa, Tum Pe Karodon Durood
    Aas Hai Koi Na Paas, Ik Tumaari Hai Aas
    Bas Hai Yahin Aasra, Tum Pe Karodon Durood.

    Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
    Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

    Seena Ke Hai Daag Daag, Kehdo Karen Baag Baag,
    Tayba Se Aake Saba, Tum Pe Karodon Durood.

    Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
    Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

    An Nabiyyul Mustafa, Ibn Zamzam Was Safa,
    Man Taa’la Sharafa, Kulluhum Salla Alaih.

    Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah x2

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
    Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

    An Nabiyyul Mujtaba, An Nabi Saakin Quba,
    Hubbuhu Li Madhaba, Rabbana Salla Alaih.

    Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah x2

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
    Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

    Tum Se Jahan Ka Nizaam, Tum Pe Karodon Durood,
    Tum Pe Karodon Sana, Tum Pe Karodon Durood,
    Tum Ho Jawado Kareem, Tum Ho Rawoofo Raheem,
    Bheek Ho Data Ataa, Tum Pe Karodon Durood,
    Khalq Ke Haakim Ho Tum, Rizq Ke Qaasim Ho Tum,
    Tum Se Mila Jo Mila, Tum Pe Karodon Durood,
    Nafii Wo Dafii Ho Tum, Shaafii Wo Rafii Ho Tum,
    Tum Se Bas Afzon Khuda, – Tum Pe Karodon Durood,
    Shaafee Wo Naafee Ho Tum, Kaafee Wo Daafee Ho Tum,
    Dard Ko Kardo Dawa, Tum Pe Karodon Durood.

    Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
    Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

    Barse Karam Ki Bharan, Bhoole Niam Ke Chaman,
    Aysi Chala Do Hawa, Tum Pe Karodon Durood,
    Kiyoon Kahoon Be Kas Hoon Main, Kiyoon Kahon Bay Bas Hun Main,
    Tum Ho Main Tum Pe Fida, Tum Pe Karodon Durood

    Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
    Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

    An Nabi Dhaakal Maleeh, Qawaluhu Qawlu Saheeh,
    Wal Quran Shaiun Faseeh, Alladee Unzil Alaih.

    Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah x2

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
    Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

    Karke Tumare Gunaah, Manghe Tumaari Panaa,
    Tum Kaho Daaman Men Aa, Tum Pe Karodon Durood,
    Ham Ne Khata Men Na Ki, Tum Ne Ataa Men Na Ki,
    Koi Kamee Sarwara, Tum Pe Karodon Durood.
    Aankh Ata Keejiye, Us Men Ziya Deejiye,
    Jalwa Qareeb Aagaya, Tum Pe Karodon Durood
    Kaam Woh Lay Leejiye, Tumko Jo Raazee Kare,
    Theek Ho Naame Raza, Tum Pe Karodon Durood.

    Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah,
    Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

    Wal Hasan Tummal Husain, Lin Nabi Raihaanatain,
    Fathima Qurrathu Ayn, Jadduhum Sallo Alaih.

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
    Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih.

    Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah x2

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
    Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

    Ye Ubaid Adna Ghulam, Tera Hai Khairul Anam,
    Waqt Midhat Keliye, Is Ki Ho Umr Tamam

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
    Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

    Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah,
    Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

    An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
    Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih.

  • Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics

    Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
    Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

    Ae Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana
    Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana
    Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna
    Jab waqt e nazah aye deedar aata karna

    Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
    Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

    Main qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha
    Imdaad meri karnay aajana meray aaqa
    Roshan meri turbath ko aie noor e Khuda kerna
    Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karna

    Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
    Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

    Mujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna
    Rusva e zamana houn daman mein chupa lena
    Maqbool yeh aarz meri lillah zara kerna
    Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

    Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
    Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

    Chehre se ziya payee in chand sitaaron nay
    Us dar say shifa paaye dukh dard kay maaron ne
    Aataa hai unhein sabir har dukh ki dawa karna
    Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

    Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
    Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

    Mehboob Ilaahi sa koyi na haseen dekha
    Ye shaan hi inki ke saaya bhi nahin dekha
    Allah nay saaye ko chaha na judah karna
    Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

    Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
    Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

  • Aye Mot Theher Ja Lyrics

    Ae Mot Thahar Ja, mein Madinay tay jalawaan
    suta hoya naseeb tay main apna jaga lawaan.

    Mehboob da oh Gunmbad e Khazra tay dekh lawan
    sarkar (SAW) di gali day nazaray tay paa lawan.

    Lagay nay Mustafa day qadam jis zameen tey
    Eik wari oss khak noun seenay tay laa lavan.

    Sunaya aye har gareeb di sunday oh zariyaan
    Main vi tay apnay gham di kahani suna lavaan.

    Jee bhar kay roo lawan Dar e Aqdas day samnay
    Akhyaan noun guft gue da tareeqa sikha lawaan.

    Away jay Peer mout tay aaway hazaar bar
    AZAM jay zindagi di aye hasrat mita levan.

    Aie mout thahar jaa, main Madinay tey jaa lavaan
    Suta huya naseeb tay mein apna jaga lavan.

    Na’at Lyrics Information:

    Naat Khawan: Owais Raza Qadri

  • Aaqa Ka Milad Aaya Part 2 Lyrics

    Jou Aaj Mehfil Mein Aaye,
    Mun Ki Muradein Woh Paye
    Sab Par Karam Ho Khudaya,
    Aaqa Ka Milad Aaya.
    Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah,
    Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.

    Ghous Ul Wara Aur Data Nay,
    Mere Raza Aur Khuwaja Ne,
    Sab Nay He Din Yeh Manaya,

    Aaqa Ka Milad Aaya…

    Na’at-e-Nabi Tum Sunao,

    Ishq-e-Nabi Ko Barhao,
    Hum Ko Raza Ne Sikhaya,

    Aaqa Ka Milad Aaya…

    Jis Ko Shajar Jantay Hain,
    Kehna Hajar Mantay Hain,
    Aisa Nabi Hum Ne Paya,

    Aaqa Ka Milad Aaya…

    Dil Jagmaganay Lagay Hain,
    Sab Muskuranay Lagay Hain,
    Ik Kaif Sa Aaj Chahya,

    Aaqa Ka Milad Aaya…

    Kar Ae Ubaid Unki Midhat,
    Tujh Per Khuda Ki Ho Rehmat,
    Tu Ne Muqqadar Yeh Paaya,

    Aaqa Ka Milad Aaya…

    Charoon Taraf Noor Chaya,
    Aaqa Ka Milad Aaya,
    Khushiyon Ka Pegham Laya,
    Aqa Kaa Milad Aya.
    Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah,
    Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.

    To listen lyrics from first part#1 of this naat, please click on the Part-1 Link below:
    Part-1 Link: Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1 of 2]

    Sana Khuwaan: Owais Raza Qadri
    Kalaam By: Obaid-E-Raza

  • Aaqa Ka Milad Aaya Part 1 Lyrics

    Ya RasoolAllah Ya HabibAllah
    Salla Alaika Ya RasoolAllah
    Wassallam Alaika Ya HabibAllah
    Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah

    Charoon Taraf Noor Chaya,
    Aaqa Ka Milad Aaya,
    Khushiyon Ka Pegham Laya,
    Aqa Kaa Milad Aya.
    Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah,
    Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.

    Shams-O-Qamar Aur Taaray,

    Kyun Na Hon Khush Aaj Saaray,
    Unsay He To Noor Paaya,

    Aaqa Ka Milad Aaya…

    Khushiyan Manatay Hain Wohi,
    Dhoomain Machatay Hain Wohi,
    Jin Par Hua Unka Saaya,

    Aaqa Ka Milad Aaya…

    Ghar Ko Sajatay Hain Wohi,
    Jhanday Lehratay Hain Wohi,
    Jin Par Hua Unka Saaya,

    Aaqa Ka Milad Aaya…

    Hai Shaad Har Ek Muslimaan,
    Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan,
    Galiyoon Ko Bhi Jagmagaya,

    Aaqa Ka Milad Aaya…

    Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhein,
    Noori Bashar Jaanay Jou Unhe,
    Naara Ussi Nay Lagaya,

    Aaka Ka Milad Aya…

    Please continue to Part#2 to listen and view the full naat lyrics.
    Part-2 Link: Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2 of 2]

    Naat Information:
    Sana Khuwaan: Owais Raza Qadri
    Kalaam By: Obaid-E-Raza

  • Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba Lyrics

    Aaj aaye nabiyon kay sardar marhaba,
    Marhaba aye qafila salaar marhaba.

    Amina kay dilbar o dildar marhaba,
    Marhaba aye mehboob-e-ghaffar marhaba.

    Shaad ho kay aamad-e-khair ul wara hai aaj,
    Ghum kay maaray bol uthay ghum khwaar marhaba.

    Subz parcham haath mein lehra kay sub bolo,
    Makki madni aye arabi sardar marhaba.

    Jhoomta hai wajd mein kaaba khushi mein aaj,
    Keh rahe hain mibar-o-minaar marhaba.

    Bas gayi hai wadi-e-jaan mein naee mehek,
    Teri aamad per shah-e-abrar marhaba.

    Do ubaid-e-bay hunar ko naat ka shaoor,
    Kar raha hai piyaar se takraar marhaba.

  • Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics

    Aa gae muzda shafa’at ka sunanay wale,
    Naar-e-dozakh se ghulamon ko bachanay wale.

    Hai muqaddar main bulandi hi bulandi apne,
    Hum tou hain kadmon main sar un k jhukanay wale.

    Kar k ehsaan jitaana yeh nahi shaan unki,
    Aur koi hon gai woh ehsaan jitaanay wale.

    Mar k pohancha jo lehed main tou nakeeron ne kaha,
    Marhaba na’at shah-e-deen ki sunanay wale.

    Tu jala sakti nahi sun le jahanam hum ko,
    Hum tou hain jashan-e-wilaadat kay mananay wale.

    Kash sarkaar sar-e-hashar kahain mujh se Obaid,
    Aa ja daaman main meri na’at sunanay walay.

    Nasheed Information:

    Sana Khawan: Owais Raza Qadri

  • Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun Lyrics

    Bay khud kiye detay hain, andaaz e hijabana
    Aa dil mein tujhay rakh loon, aie jalwa e janana

    Kyun aankh milayi thi, kyun aag lagayi thi
    Ab rukh ko chupa baithay, ker kay mujhay deewana.

    Jee chahata hai touhfay mein behjoun main unhein aakhein
    Kay darshan ka to darshan ho, nazranay ka nazrana.

    Kyun aankh milayee thi, kyoon aag lagayee thi
    Ab rukh ko chupa baitha kar key mujhay dewana.

    Peenay ko to pee loun ga per arz zara si hai
    Kay ajmer ka saaqi ho, baghdad ka maikhana.

    Bedam meri kismat mein sajday hain usi ghar kay
    Chota hai na choutay ga sang e dar e janana.

    Aa dil main tujhe rakh loun….

    Na’at Lyrics Information:
    Naat Khawan: Owais Raza Qadri

  • Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun Lyrics

    Bay khud kiye detay hain, andaaz e hijabana
    Aa dil mein tujhay rakh loon, aie jalwa e janana
    Kyun aankh milayi thi, kyun aag lagayi thi
    Ab rukh ko chupa baithay, ker kay mujhay deewana.
    Jee chahata hai touhfay mein behjoun main unhein aakhein
    Kay darshan ka to darshan ho, nazranay ka nazrana.
    Kyun aankh milayee thi, kyoon aag lagayee thi
    Ab rukh ko chupa baitha kar key mujhay dewana.
    Peenay ko to pee loun ga per arz zara si hai
    Kay ajmer ka saaqi ho, baghdad ka maikhana.
    Bedam meri kismat mein sajday hain usi ghar kay
    Chota hai na choutay ga sang e dar e janana.
    Aa dil main tujhe rakh loun….

  • Muhammad Owais Raza Qadri

    Owais Raza Qadri’s Albums, Naats, Lyrics & Videos

    A

    1. Owais Raza Qadri
    2. Owais Raza Qadri
    3. Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon
    4. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay
    5. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba
    6. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2]
    7. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2]
    8. Aaya Hai Bulaawa Mujhe Darbar-e-Nabi Say
    9. Aaye Aaqa Madni Aaqa
    10. Aie Mout Thahar Jaa
    11. Aie Sabz Gumbad Wale
    12. Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah
    13. Allah Hoo Allah Hoo Allah Muhmmad Ruhi Fidaka
    14. Allah Hoo Allah Hoo Dum Badam Allah Hoo
    15. Allah Ta’ala’s names
    16. Allahoo Allahoo
    17. Allahoo Allahoo
    18. An Nabi Sallu Alai [Part 1-2]
    19. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2]
    20. Annabi Sallu Aleh [Part 1-2]
    21. Annabi Sallu Aleh [Part 2-2]
    22. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu
    23. Arzo Saman Bane Hain
    24. Owais Raza Qadri
    25. Owais Raza Qadri

    B
    Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye
    Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2] Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2] Bakhte Khusta Ne Mujhe Rozay Pe Jaanay Na Diya
    Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
    C
    Chamka Mah e Noor Ka Hilal
    D
    Daikhtay Kiya Ho Ahle Safa
    Dil Madinah Mera Bana Aaqa
    Dil Say Hazar Bar Madina Tujhay Salam
    E
    Edhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam
    Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai
    F
    Firaq-e-Madinah Mein Dil Ghamzada Hai
    G
    Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola
    Owais Raza Qadri
    Owais Raza Qadri
    H
    Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar
    Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab
    Hum Ko Bulaana Ya Rasoolallah
    Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye
    Huzoor Jante Hain
    Huzoor Mujrim Khara Hai Dar Per
    I
    Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam
    Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai
    Imdad Kun, Imdad Kun
    Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar
    J
    Jab Gumbad-e-Khazra Pe Woh
    Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai
    Jalwa-e-Yaar Idhar Bhi
    Jashn e Wilaadat Manao
    K
    Kaalian Zulfaan Wala
    Karam Mangta Hoon Ata Mangta Hoon
    Karay Chara Saazi Ziarat Kisi Ki
    Kaun Kehta Hai Ke Zeenat Khuld Ki Achi Nahi
    Khairat Lainay Aa Gaye
    Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool (SAW) Ki
    L
    La Maujooda Illallah
    Lagiyan Ne Mojan
    Likh Raha Hoon Naat E Sarwar
    M
    Mah-e-Noor Ka Hilal
    Main Madine Chala
    Mairay Aaqa Aaye Jhoomo
    Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par
    Meeran Waliun Ke Imam
    Mein Jashn-e-Aamad-e-Sarkar
    Mein Lajpaalan
    Mein So Jaaon Ya Mustafa Kehte Kehte
    Mere Aaqa Nigaah-e-Karam Ho
    Muhammad Mazhar-e-Kamil
    Mujhe Dar Pe Phir Bulaana
    N
    O
    Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai
    P
    Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi
    Phir Gumdad-e-Khizra Ki Fizaaon Mein Bulaalo
    Pohnchoon Dar-e-Sarkar Pe
    Q
    Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad
    R
    Raastein Saaf Batatay Hain
    Rabana Ya Rabana
    Rabbana Ya Rabbana
    Rang Day Moula
    S
    Sachi Baat Sikhatay Ye Hain
    Sarkar Kay Dar Per Jaaoon
    Sartaaba Qadam Hai Tane Sultan Zaman Phool
    Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali
    Subha Taiba Mein Hui
    Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho
    T
    Taiba Ke Jane Wale
    Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan
    U
    Un Ki Mehak Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Hain
    W
    Waqt-e-Madad Hai
    Y
    Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho
    Ya Mustafa Ataa Ho
    Ya Nabi Salam Alaika
    Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika
    Ya Sayyedi
    Z