Shah-e-Madina (PBUH) Shah-e-Madina (PBUH)

in Javeria Saleem Naats

Javeria Saleem

Lyrics


Shah e Madina shah e Madina
Yasrab ke wali saare nabi tere dar ke sawali

shah e Madina shah e Madina
jalwe hain saary tere hi dum se

abad e alam tere karam se
jalwe hain saary tere hi dum se

abad e alam tere karam se
Baki her ek shaih baki her ek shaih

Nakshay khayli saare nabi tere dar ke sawali
Shahe Madina shah e Madina

tere liya hi duniya bani ha
neelay falak ki chadar tanee hai

tere liya hi duniya bani ha
neelay falak ki chadar tanee ha

tu agar na hota, tu agar na hota
Duniya thi khali saare nabi tere dar ke sawali

shah e Madina shah e Madina
Tuney jahaan ki mehfil sajai

Tarikiyon mein shama jalai
Tuney jahaan ki mehfil sajai

Tarikiyon mein shama jalai.
Har smit chayee har smit chaayee

Thi raat kaali saare nabi tere dar ke sawali
shah e Madina shah e Madina

shah e Madina shah e Madina
YAsrab ke waali saare nabi tere dar ke sawali

Shah e Madina shah e Madina


download naat