Meri Kashti Paar Laga Dena

in Saira Naseem

Shah e mardaan, shair e yazdaan, kuwat e parwardigar
La fatah illa Ali, la saif e ila zulfiqar.

Aie mola Ali, aie shair e Khuda, meri kashti paar laga dena
Husnain ka sadqa mola Ali, meri kashti paar laga deina.

Meri kashti paar laga deina, meri kashti paar laga dayna
Meri kashti paar laga daina, aie moula Ali shaiy e Khuda

Paida huey Allah kay ghar main, payi shahadat masjid main
Kiya shaan tumhari salle ala, meri kashti par laga dena.

Waliyoon kay sartaj tumhi ho, deenay nabi kay hami ho
Allah kay pyaray shair e Khuda, meri kashti paar laga dayina.

Haq nay tumhein talwar aata ki, dukhtar di payghambar nay
Hai tum pay fida mehboob e Khuda, meri kashti paar laga dey na.

Tum nay suni faryaad sabhi ki, tum nay madad ki bandoon ki
Aab meri bhi sunlo behray Khuda, meri kashti paar laga daina.

Jaan bari mushkil main pari hai, aao madad ko shaire Khuda
Kehtay hain tumhein sub mushkil kusha, meri kashti par laga dena.

Paida huye Allah kay ghar mein, payi shahadat masjid mein
Kiya shan tum hari salay ala, meri kashti par laga dena.

Aie moula Ali, aie shair e Khuda!
Aye mola Ali, aye shairay Khuda!

Categories: Saira Naseem

Tags: