Ali Hamara Hai Lyrics

in Dhamani Sisters

Ali (x5) (x2)

Haider Mola, Haider Mola

Ali (x5) (x2)
Lagao mil kay yeh nara Ali hamara hai Ali hamara hai (x3)
Jahan sara tumharah (x2) Ali hamara hai
Lagao mil kay yeh nara Ali hamara hai Ali hamara hai (x2)

Hum aihl e ishq they hum khud bhi ho gaye uskay (x2)
Kahin jo koi pukara (x2) Ali hamara hai
Ya Ali
Lagao mil kay yeh nara Ali hamara hai Ali hamara hai (x2)

Rasool o zehra o hassain bhi hamaray hain (x2)
Hai phir khuda bhi hamara (x2) Ali hamara hai
Ya Ali
Lagao mil kay yeh nara Ali hamara hai Ali hamara hai (x2)

 

Ali kay aik isharay pay doobta suraj (x2)
Yeh keh kay ubhra dobara (x2) Ali hamara hai
Ya Ali
Lagao mil kay yeh nara Ali hamara hai Ali hamara hai (x2)

Tumhara apna muqaddar hamara apna naseeb (x2)
Faqir e shaam tumhara (x2) Ali hamara hai
Ya Ali
Lagao mil kay yeh nara Ali hamara hai Ali hamara hai (x2)

Sada hamesha yehi Fatima Batul ki hai (x2)
Nabi ki ankh ka tara (x2) Ali hamara hai
Ya Ali
Lagao mil kay yeh nara Ali hamara hai Ali hamara hai (x2)

Sab anbia ka madadgar hai jo noor Ali (x2)
Khuda ka wohi sahara (x2) Ali hamara hai
Ya Ali
Lagao mil kay yeh nara Ali hamara hai Ali hamara hai (x2)

Ali (x5) (x2)

Lyrics Information
Recited By: Fatima & Batool Dhamani

Categories: Dhamani Sisters