Meray Mola Mujhey Do Sahara Lyrics

in Dhamani Sisters

Merey mola mujhey do sahara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara

Tumhi mushkil kusha ae jahan how

Tumhi mola ae kowno makaan how

Ambiya ney bhi tumko pukarah

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

 

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Meri kashti bhawar mei phasi hain

Dushmanow key labow par hasii hain

Kardow nazdikh ham sey kinara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Ghardishow mei muqadar hain mera

Kya karun charsu hai andhera

Tumjo chahow tow chamkey sitara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Behrey Abbas bazu ko thamow

Muskilow sey hamey tum bachalow

Terey dar pey hai sarkham hamara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Wasta akbere nawjawan ka

Wasta chemahiney ki jaan ka

Kardow rehemat ka bas ab isharah

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Apni zakira par rehem khawo

Jald rowzey pey mola bulawo

Milkay dar dekhey sab phir tumhara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x3)

Lyrics Information
Recited By:Fatima Dhamani and Batul Dhamani

 

Categories: Dhamani Sisters